मैडम क्यूरी,हॉकिन्स,BC CHANDRA आदि प्रेरणादायक व्यक्तियो की कहानिया पड़ने के लिए क्लिक करे...

मैडम क्यूरी,हॉकिन्स,BC CHANDRA आदि प्रेरणादायक व्यक्तियो की कहानिया पड़ने के लिए क्लिक करे...

http://educhrome4u.blogspot.in/search/label/INSPIRING%20STORY%20प्रेरणादायक%20कहानिया?m=1

इस लिंक में आपको इस प्रकार की पोस्ट मिलेगी.......

प्रेरणादायक insipiring स्टोरी MADAM QUARY
मैडम क्युरी MADAM QUARY
Kuch mhilaye apne kary se hr kisi ke liye prerna strot he.esi hi ek mhila he medam quary.
Ye ek rashiyan mhila the. enka janm Poland me 7 november 1867 ko hua tha.enki ma adhyapak tha pita professor the. privar ki aarthik halt thik nhi thi esliye enhe pdhne ke liye apni bhan ke pas paris jana pda.jha enhone apni lagan or mehnet se anek scholarship hasil ki.or apni pdai ka kharch khud uthaya .
France me doctorate kr paris me professor banne vali prathm mhila bni .enki shadi piyre quary se hui.enhone sath me milar 1898 me polonium fir radium ki khoj ki.
1903 me inki phd ki or 1903 me hi radioactivity ki khoj ka noble puruskar mila.1911me unhe radium ke purification ka noble puruskar mila.
Pati ki asmy dath se inki parivarik pereshaniya or bad gai.fir bhi enka hosla nhi tuta.unka khna tha ki “There is nothing to fear in life. That’s the only thing you need to understand.”
“जीवन में कुछ भी नहीं जिससे डरा जाए। आपको बस यही समझने की ज़रुरत है।”
Inki dono betiyo ko bhi noble mila he.badi beti aairin ko 1935 me rasayan me or choti beti eve ko 1965 me shanti ke liye.madam quary ke parivar ke pratek sadasy ko noble mila he.
Seva or yuddh me gayal logo ke liye enhone noble se prapt sari rashi dan kr di.
1934 me radiation ke adhik samprk me aane ke karn inki mratyu ho gai.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

म्यूच्यूअल ट्रान्सफर के लिए जिले वार जानकारी

अध्यापक म्यूच्यूअल ट्रान्सफर के लिए जानकारी यहाँ दर्ज कीजिए